Saturday, 3 November 2012

ham hai bhrashtachhari

india aggainst curreption ne apni kary pranali se sabko chakit kar diya. jo aj ki media nahi kar payi vo arvinda kejari wal ne kar dikhaya hai, jo raj kisi ko nahi pata the vo kejariwal ne khole hai, har din akhabaro, channells ko bas yahi intajar hota hai ki aaj kya naya dhamaka hoga. aaj kiska khulasa hoga. lekin mere jehan me ek bat rah rah kar uth rahi hai ki kewal ek kejariwal bhrashtachariyo ko dul chata sakta hai to socho jab sabhi bharatiy iske khilaf ho jayege to iska to namo nisan mit jayega.
dekha jaye to bhrashtachhar koi aur nahi swam ham hi karate hai, har chhti se chhoti bastu kharidane par usme bargaining karte hai, lekin kya sochte hai ki kya dukandar hame kam dam me koi bastu kyo de raha hai. we are all fully currepted.

1 comment:

  1. ठीक कहा तुमने, एक तरह से देखा जाए तो करपश को बढावा देने के हम स्वम ही जिम्मेदार हैं। करपशन को जड़ से खत्म करने के लिए हमें खुद पहल करनी होगी।

    ReplyDelete